Ayath ♉

Add friend
Sign in to Goodreads to learn more about Ayath .


Loading...
Umera Ahmed
“Allah Pe Jab Tawakal Hota Hai Na, Tou Mushkil Kaam Bhi Ahsaan Ho Jata Hai.”
Umera Ahmed, Shahr E Zaat/شہر ذات

Umera Ahmed
“The most difficult dilemma for a person is perhaps when his heart testifies to an inevitable reality yet his tongue will not proclaim it, when his mind screams in acceptance of truth but he cant bring himself to state it.”
Umera Ahmed, Peer e Kamil

Umera Ahmed
“Gunaah ka bojh kiya hota hai aur aadmi apnay gunaah kay bojh ko kiss tarah qayaamat kay din apni pusht say utaar phainkna chahay ga kiss tarah uss say door bhaagna chahay ga kiss tarah doosray kay kandhay per daal dena chahay ga,yeh uss ki samajh mai Haram Shareef mai pohanch kar aya tha.Wahan kharay ho kar woh apnay paas mojood aur anay wali saari zindagi ki daulat kay aiwaz bhi kisi ko woh guna
ah baichna chahta tu koi yeh tijarat na karta.Kaash aadmi kisi maal kay aiwaz apnay gunaah baich sakta.Kisi ujrat kay taur per doosron ki naikiyaan mangnay ka haq rakhta.Laakhon loagon kay iss hujoom mai 2 sufaid chaadarain orhay,kaun janta tha kay Salaar Sikandar kaun tha?Uss ka I.Q Level kiya tha.Kissay parwah thi?Uss kay paas kaun kaunsi aur kahan ki Degree thi.Kissay hosh tha?Uss nay zindagi kay Maidaan mai kitnay taleemi record toray aur banaye thay.Kissay khabar thi woh apnay zehan kay kaun say maidaan taskheer karnay wala tha.Kaun rashk karnay wala tha?Woh wahan uss hujoom mai thokar kha kar girta,Bhagdar mai ronda jata.Uss kay ooper say guzarnay wali khalqat mai say koi bhi yeh nahin sochta kay unhone kaisay dimaagh ko kho diya hai.Kiss I.Q Level kay nayaab aadmi ko kis tarah khatam kar diya tha.Ussay duniya mai apni auqaat,apni ahmiyat ka pata chal gaya tha.Agar kuch mughaalita reh bhi gaya tha tu ab khatam hogaya tha.Agar kuch shubah baaqi tha,tu ab door hogaya tha.Fakhar,takabbur,rashk,ana,khudpasandi,khud sataayishi kay her bachay hue tukray ko nichor kar uss nay andar say phaink diya tha.Woh in hi alaaishon ko door karwanay kay liye wahan aya tha.”
umera ahmed

Umera Ahmed
“‗In life, at sometime or another we come to a point where all relationships cease—where there is only us and Allah. There are no parents, brother or sister, or any friend. Then we realise that there is no earth under us nor is there sky above, but only Allah who is supporting us in this emptiness. Then we realise our worth – it is not more than a grain of sand or the leaf of a plant. Then we realise our existence is only confined to our being. Our demise makes not a whit of difference to the world around us, nor to the scheme of things.”
Umera Ahmed, Peer-e-Kamil/پیر کامل

Umera Ahmed
“Nafs.
Nafs Insaan Ko Janwar Bana Deti Hai. Jab Insaan Nafs Ka Ghulam Ho Jata Ha tou Janwar Ban Jata Hai!”
Umera Ahmed, Shahr E Zaat/شہر ذات

1073127 Kitabi Keera - The Urdu Book Club — 70 members — last activity Sep 02, 2025 10:25AM
asalam o alikum, pyaare dosto! aap sab ko khush amdeed. yeh book club maine apne barhte shauq aur urdu se lagao k tehet shuru kiya hai. aur isi neyat ...more
84613 Pakistani Readers — 3549 members — last activity Aug 27, 2025 12:06PM
For Pakistani Readers, authors and every one who like books.
88212 A Good Thriller — 21262 members — last activity 5 hours, 3 min ago
Action packed gripping, exciting and tense thrillers, mysteries, that's what we like reading. So many great authors out there to read. Let's share our ...more
year in books

Ayath hasn't connected with her friends on Goodreads, yet.


Harry Potter and the Order of the Phoenix by J.K. RowlingThe Fault in Our Stars by John GreenRomeo and Juliet by William ShakespeareA Game of Thrones by George R.R. MartinHarry Potter and the Deathly Hallows by J.K. Rowling
Best Books Ever
74,782 books — 277,500 voters




Polls voted on by Ayath

Lists liked by Ayath